Yoral Banene Bra (Everyday Wear #118) daily use ke liye specially design ki gayi hai, jo comfort aur simple style dono provide karti hai. Is bra mein soft, breathable fabric use hua hai jo skin ke liye comfortable hai aur garmi mein bhi sukoon deta hai.
Iska non-padded aur non-wired design natural fitting aur light support deta hai, jis se lamba time pehnay par bhi discomfort mehsoos nahi hota. Adjustable straps perfect fitting mein madad karti hain, jab ke elastic band achi grip provide karta hai.
Yeh bra ghar, office ya daily routine ke liye ek behtareen choice hai.




Reviews
There are no reviews yet.